Thursday, March 12, 2009

Sutra 22 till 24th

Date of Swadhyaya: 1st March 2009
Attendees:
Summary Prepared by: Dhyanesh
Chapter No:6
Sutra No:22 till 24th

Recorded lecture:
Summary:

||22|| -
योगवक्रता वीसंवादनचाशुभस्य नाम्नः

Shabdaarth - Yogvakrata ch(Aur) Veesamvaadan ashubh naam karm ke aashrav hai.

This sutra talks about Aashubh naam karm ke aashrav ke karan.

1) Yogvakrata - meaning mann vachan ya kaya se koi kharab karya hona, like irsha, raag, samvaad aadi yogvakrata hai.
2)veesamvaad - or pargrat - agar koi kuch dharm ka karya kar raha aur koi uske dharm ke kaam mein baadha daale use veesamvaad kahenge.

Yogvakrata is the reason and Veesamvaad is the act. Dono hi kharaab hai aur aashubh naam karm ke aashrav hai.

================================================================

||23|| तद्विपरीतं शुभस्य

Shabdaarth - Tad Vipareet - jo abhi bataya iska ulta jo hai woh shubh naam karm ka aashrav hai.

Sutra 22 mein jo bataya uska bilkul ulta karna shubh naam karm ka aashrav hai.
e.g. mann, vachan aur kaya ki saralta. Agar koi dharm ka karya kar raha hai to usme sahayta karna, like vayavacch, shubh naam karm ka aashrav hota hai.

shubh
----------- aashubh
==================================

Tras ----------- sthavar
Pratyek ----------- Sadharan
Subhag ----------- Durbhag
shubh ----------- Aashubh
Susvar ----------- Dusvar
Badar ----------- Sukshma
Yashkirti ----------- Apyashkirti
Adev ----------- Anaadev
paryapee-----------
Sthir-----------


==================================================================
Anantchatusthay - meaning Anant Gyan, Darshan, Charitra aur Tap, yah tab prapt hota hai jab charo karmo ka kshay hota hai.
Hitoopadesha aur Anantchatusthay Arihant bhagawaan ke vishesh gunn hai.

==================================================================
24th Sutra is about Solah karann Bhaavnaa
||24||Darshanvishud-dhirvinayasampannta sheelavrateshvananicha robhikshnagyaanopayoga-sumvegau shaktitastyaagatapasee saadhusamaadhir-vaiyaavrutyakarana-marhadaachaarya-bahushrut-pravachana bhaktiraavashyakaaparihaanirmaargaprabhaavanaa pravachanavatsalatvamiti teerthankaratvasya.

दर्शनविशुद्धिर्विनयसम्पन्नता शिलव्रतेश्वनतिचा
रोभीक्ष्ज्ञानोपयोग-संवेगौ शक्तितस्त्यगतपसी

सधुसमाधि-र्वैयावृत्यकरण-मर्हदाचार्य-बहुश्रुत-प्रवचन- भक्तिरावश्यकापरिहाणइर्मार्ग-प्रभावना

प्रवाचनवत्सलत्वमिति तीर्थंकरत्वस्य

In this class we had discussed only 10 out of 16 bhavna.
1)
दर्शनविशुद्धि भावना
yah karne ke liye
सम्यक् दर्शन hona zaroori hai.
Bhagvaan Arhant dev ke dvara kahe gaye "nirgranthta roop moksh marg" mein yah 8 aango se ruchi rakhna
दर्शनविशुद्धि भावना hai
8 aang of
सम्यक् द्रष्टि

  1. निःसंकित
  2. निकांक्षित
  3. निर्विचिकित्सा
  4. अमुढद्रष्टि
  5. उपगृहन
  6. स्थितिकरण
  7. वात्सल्य
  8. प्रभावना

8 लक्षण of सम्यक् द्रष्टि (sorry 1 is missing)

  1. संवेग
  2. निर्वेद
  3. आत्मनिंदा
  4. गर्हा
  5. उपसम
  6. भक्ति
  7. अनुकंपा

2) विनय सम्पन्नता
सम्यक् दर्शन aadi batane vale guru ke prati aadar bhaav rakhna विनय hai
Aur aise
विनय vale jeev hai use विनय सम्पन्नता hai

3)
शील भावना - शिलाव्रतेषु-अनतिचार
अहिंसा का पालन करना. क्रोध आदि का त्याग करना
अहिंसा आदि व्रतों का और व्रतों का पालन करने के लिए बतलाये गए शीलों का अतिचार रहित पालन करना

Mahavrat mein koi bhi jeev ki hinsa nahi hoti
Aanuvrat mein koi bhi tras jeev ki hinsa nahi hoti.


4) अभीक्ष्ण ज्ञानोपयोग

सदा सम्यग्ज्ञान के पाठ-पठान में लगे रहना. आत्मा के ज्ञान में निरंतर रहना. ज्ञान गुण में लिन होना.

5)संवेग - संसार के गुणों से डरना संवेग है.

6) शक्तितः त्याग - आपनी शक्ति से विधि पूर्वक दान देना

दान ३ प्रकार के होते है

  • आहार दान
  • ज्ञान दान
  • अभय दान

यह तीनो दाल शक्ति पूर्वक देना त्याग है.

7) यथा शक्ति तप - आपनी शक्ति के अनुसार तप करना चाहिए. यह तप जिनशाश्त्रो के अनुसार होना चाहिए.

8) साधु समाधि - यह स्थितिकरण जैसा है. यदि तपस्वी मुनिके तपमें किसी कारण कोई विध्न आ जाये तो उसे दूर करके उनके सयम की रक्षा करनी चाहिए.

No comments: